flight mode me internet
Hello Dosto kaise hai aap sabhi ham umid karte hai ki aap sabhi thik hoge or safe hoge aaj ham aapko is post ke madhyam se ye btana chahte hai ki Flight Mode me internet kaise chalaye
Chaliye Jante hai ki Flight mode me internet kaiase chalye jaise ki aap sabhi ko pta hi hoga ki flight mode kya kam aata hai ya flight mode ka use kyo hota hai kai barr kuch aisa hota hai ki hme koi person pareshan kar rha hota h or ham apna mobile flight mode me dall dete hai lekin bhut se log ye nhi jante hoge ki flight mode me aap internet bhi use kar skte ho iske liye kai step hai jo niche diye h
Steps
1. First of all aapke mobile me flight mode on hona chahiye
2. ab phone ke dialer me jaye
3. ab phone ke dialer se *#*#4636#*#* dial kare
4. Jaise hi aap ye code dial karoge to aapke mobile me 3 options aa jayege jo ki is prakar honge (i) Phone Information 1 (ii) Phone information 2 (iii) Wifi Information
5. Appke mobile ke jis sim medata h jaise mana ki sim 1 me data h to aap select karo phone information 1 agar data sim 2 me h to aap select karo phone information 2
6. Ab jaise hi aapne phone information select kiya to nya page aayega usme se aapko mobile redio power ko on karna hai
7. Ab ek last kam h jaise hi aap mobile redio power ko on karoge to niche more ka option aayega usme aapko enable internet karna hoga
8. Lijiye ab aapka flight mode me internet start ho chuka hai
Also Read
2 Comments
Thanks for the information sir
ReplyDeleteVery Good Article
ReplyDelete